-29%
Contact lenses
SKU: Jewel series
Rs. 5,000
Rs. 7,000
Save Rs. 2,000
Virtual Try-On not available for this frame
- Free delivery over Rs. 5,000
- 7-day easy returns
- 6-month warranty
*Jewel Series ki khaas baat:*
Two Tone lenses hain, black accents aur limbal ring ke sath - jis se aankhein bari, gol aur dolly jaisi lagti hain. Ye yearly powered lenses hain, -10.00 tak power mein available.
*1. GRAY - Jewel Series*
Gray colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone gray shade hai jis mein black limbal ring hai. Ring ki waja se aankhein bari, gol aur dolly jaisi lagti hain. Colour soft gray hai jo natural bhi lagta hai aur glamorous bhi.
Din mein ye classy lagta hai, party light mein ye aur bhi zyada khilta hai. Har skin tone pe jachta hai.
Daily wear, party, photoshoot ke liye perfect hai. Yearly lens hai, pair mein aata hai.
---
*2. BROWN - Jewel Series*
Brown colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone warm brown shade hai, black accents ke sath. Lagane ke baad aankhein natural bhi lagti hain aur bari bhi. Brown ka limbal ring aankhon ko dolly effect deta hai.
Jo log natural + dolly dono look chahte hain, un ke liye Brown best hai. Daily wear, office, university ke liye sab se safe choice.
Yearly lens hai, pair mein aata hai.
---
*3. SKY BLUE - Jewel Series*
Sky Blue colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone halka neela shade hai, black limbal ring ke sath. Ring ki waja se aankhein bari aur doll jaisi lagti hain. Colour dreamy aur cute hai.
Gori skin pe ye sab se zyada khilta hai. Party, wedding aur photoshoot ke liye best hai.
Yearly lens hai, pair mein aata hai.
---
*4. GREEN - Jewel Series*
Green colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone vivid green shade hai, black accents aur limbal ring ke sath. Green ki waja se aankhein bold aur attractive lagti hain, aur ring ki waja se bari aur dolly jaisi.
Ye sab se zyada attention khenchne wala colour hai. Party, function aur TikTok / Reels ke liye perfect hai.
Yearly lens hai, pair mein aata hai.
---
*5. VIOLET - Jewel Series*
Violet colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone violet / purple shade hai, black limbal ring ke sath. Colour unique aur royal hai, aur ring aankhon ko bara aur dolly jaisa bana deta hai.
Sab se kam log lagate hain, is liye sab se alag lagta hai. Wedding, party aur fashion shoot ke liye premium choice hai.
Yearly lens hai, pair mein aata hai.
---
*6. AQUA BLUE - Jewel Series*
Aqua Blue colour contact lenses - Jewel Series
Ye two tone aqua blue shade hai, black accents ke sath. Colour thora greenish blue hai jo light mein bohat khilta hai. Limbal ring se aankhein bari aur fresh lagti hain.
Stylish aur hatke look ke liye best hai. TikTok, Reels aur photoshoot mein is ka look sab se zyada acha aata hai.
Yearly lens hai, pair mein aata hai.
- Gender
- Unisex
Delivery in 2–5 working days across Pakistan. Prescription orders need an extra 3–5 working days for lens fitting.
Returns accepted within 7 days on unused frames. Read our return policy.
Customer reviews
0.0
Based on 0 reviews
No reviews yet — be the first to share your thoughts.
Recently viewed
Pick up where you left off
You may also like